İçeriğe geç
Global sound
Bhojpuri Murder Mystery

Bhojpuri Murder Mystery

Thug Behram: Hatyayon ka World Record Holder Part-3

· 12 dk · Sezon 1 Bölüm 43

Bölüm notları

1790 ke dauran, Bharat colonial rule ke under tha aur logon ke safar karne ke dauraan achanak gaayab hone ki khabarein ek ke baad ek aane lagi. English officers pareshan ho gaye the kyunki unhe in logon ke achanak gaayab hone ke case ko rokne mein koi safalta nahi mil rahi thi. Vyapar bhi prabhavit hua, kyunki vyapari safar karna band kar rahe the. Jo bhi Thug territory mein pravesh karta, kabhi wapas nahi aata. Yeh sab kuch paagalpan ki tarah tha aur English Sarkaar aur adhikari log kuch nahi kar paa rahe the. Captain William Sleeman ko Britain se bulaaya gaya aur unhe logon ke gaayab hone…

Web sitesi: omny.fm

★ Artist of the week The fastest riser on the radio this week
Your song here? From € 9 per week →
ČRO Radiožurnál SportDinlemeye devam et