Skip to content
Global sound
Gol Chakkar Tapri

Gol Chakkar Tapri

by Gol Chakkar Tapri

Latest episode
Maa ka Slideshow | Raat Do

About this podcast

Raat 11:30. Hostel ke paas wahi chai ki tapri. Chaar dost, ek chai ki katli aur aapki kahani. Gol Chakkar Tapri ek Hinglish audio comedy show hai. Yahan pyaar, dil ka tootna aur chhote chhote rona dhona par pehle hansi aati hai, phir ek sachchi baat, aur aakhir mein Chacha ki last line. Gol Chakkar University ek kaalpanik campus hai. Sab kirdaar kaalpanik hain aur kahaniyan badli hui hain.

Episodes

  • Maa ka Slideshow | Raat Do · 14 minRaat do. Saade gyarah. Chacha ki tapri par chai aayi, aur saath mein Maa ka ek slideshow. Senior ki Maa ne teen din lagakar rishton ka ek slideshow banaya: nau slides, chaar…
  • Datesheet Aa Gayi: Chai, Udhaar aur Ek Samosa Kam | Raat Ek · 13 min · Season 1 Episode 1Raat ek. Saade gyarah. Chacha ki tapri par chai aa gayi, aur saath mein datesheet bhi. Bantu, Senior, Pintu aur Bulbul ek bench par. Chacha ki chai, udhaar ki parchi, aur ek…

Live, last hour: 13,297 songs on 6,176 stations in 139 countries

Discover the world through radio

More ways to discover (7)

Heard something good? Save it, or open it straight away in Spotify.

★ Artist of the week The fastest riser on the radio this week
Your song here? From € 9 per week →
Radio 538 luisteren - Live!Popular right now