Beschrijving
Kuch cases waqt ke sath khatam nahi hote.
Woh sirf chup ho jate hain… lekin resolve nahi hote.
1982 mein Delia Adriano ke sath jo hua, woh aaj bhi Canada ke sab se zyada disturbing unsolved mysteries mein se ek hai.
Kyunkay woh sirf “missing” nahi hui thi.
Usay uthaya gaya tha.
Aur us raat ke baad jo hua, us ne Oakville ke poore shehar ko hila diya.
Oakville, Ontario ek aisa shehar tha jahan log samajhte thay ke kuch bhi bura nahi ho sakta.
Delia Adriano 25 saal ki thi. Ek normal zindagi, normal neighborhood… aur ek normal raat—jo sab kuch badal gayi.
26 September 1982 ko usay aakhri baar…
Website: podcasters.spotify.com

