Notas do episódio
Hello Bandhu!
Hum aksar youth ko ek challenge, ek problem ya ek phase ke roop mein dekhte hain. Lekin mere liye youth woh raw material hai jisse kuch extraordinary tayyar kiya ja sakta hai.
Iss podcast episode mein, main un 5 mahatvapurn sawalon par apne vichaar share kar raha hoon jo aapki soch ko ek nayi disha de sakte hain. Kya aap kabhi dusron ki achievements dekhkar khud ko kam samajhne lagte hain? Kya aapko lagta hai ki zindagi mein jaldi fail ho jaana sab kuch khatam kar deta hai?
Aaiye, milkar samajhte hain ki har insaan ki kahani alag hoti hai, har safar ka apna ek script hota…
Site: listen.hubhopper.com

