Poznámky k epizodě
Bhoot Bangla Hotel: Hum sabko Bhagwan mein vishwas hai, lekin aatma mein kyun nahi? Jaise andhera hota hai, waise hi savera hota hai. Yeh hi maan na tha meera ka, yeh kahani hai ek couple ki jo apna honeymoon manane haunted hotel mein rehte hain.
Shadi ke baad, Meera aur Abhinav honeymoon ke liye Dehradun aaye the, lekin jo kuch unhone wahan dekha, usne unki zindagi ka rukh hi badal diya. Hotel ka mahaul bilkul alag tha, lekin abhi tak unhone socha tha ki sab kuch thik hai. Jaise hi unka raat ka safar shuru hota hai, cheezain ajeeb ho jaati hain.
Pehle to, ek ajeeb si awaaz sunayi dene…
Web: ek-adhuri-kahani.simplecast.com

