Jakson kuvaus
Is video mein aapko Naufal ki woh sachi kahani sunai jayegi jo bachpan se un ki zindagi ka hissa rahi. đïž
Aap jaanengay ke 3 saal ki umar mein Naufal ko mujhe kya dikhai diya aur Baba ne kya faisla kiya.
Aap dekhengay ke ek Jinn ne kaise Naufal ko daraane ke liye apna qad chhat tak barha liya, aur Naufal ne kaise bina dare uska muqabla kiya.
Bawarchi Sumar ki chori ki aadat, Jinnat ke tambu ka raaz aur Shehizan ki khaas nasihat is video mein shamil hain. đŻïž
Matiari ke sarkari ghar ki almari mein aisa kya tha, aur Quran ki tilawat ne Naufal ki kaise hifazat ki, yeh sab aakhir takâŠ
Sivusto: spreaker.com

