Note dell’episodio
Maharashtra ki mitti mein dabi hai ek aisi duniya — jise log "kahani" keh ke chhod dete hain. Gupt Dhan. Cheda. Munja. Brahmrakshas. Aur woh vidya jo kehti hai ki har chhupe hue khazane ka ek rakshak hota hai.Is episode mein Siddhesh — folklore aur historical Bakhar records ke jaankaar — Disha ke saath baithe hain, aur khol rahe hain Maharashtra ki sabse gehri occult folklore. Ghabad Vidya, Kumbhar Vidya, Karnapishachini, Khabis, Chetuk, Sati Asara — yeh sab woh kahaniyan hain jo Pune aur Konkan ki galiyon mein peedhiyon se chali aa rahi hain.⚠️ NOTE: Yeh episode cultural folklore…
Sito web: podcasters.spotify.com

