Avsnittsbeskrivning
Kabhi raat ko sone jaate ho, aur achanak dimaag mein saari purani baatein yaad aane lagti hain?
Kisi ne kuch kaha tha… uska matlab kya tha?
Aaj jo hua, woh thoda alag tareeke se handle kar sakte the kya?
Kal kuch galat ho gaya toh?
Aur phir ek thought se doosra thought… doosre se teesra.
Body thak chuki hai, lekin dimaag hai ki rukne ka naam hi nahi leta.
Webbplats: podcasters.spotify.com

